Judte rehte hain roz,rishtey naate yahan,
phool kyu khiltey wahi,hote kaante jahan,
jhootha wah wah mein hai,sacha sooli pe kyu,
jo yaar dhokha hi de, pehle yaar bnaate kyu,
na dam ka bharosa,naam kyu aadami hai
Main hairan hu ke kya zindagi hai,
Jo andar tere mere hai,woh kya hai
Jo isko andar ghere hai,woh kya hai
jo krta hai sabh,kahan ghar kahan rehta hai,
dekha oose na kabhi,dil kisko khuda kehta hai
Bas naam uska lena,kya yhi bandgi hai
Main hairan hu ke kya zindagi hai,
kya baat ae 22ggggggggggggg bahut hi wadiya ggggggggggg
hindi v perfecttttttttttt
lagda south da rang chaddi janda

bhut hi wadiya likheya hai g har waar di tarahhhhhhhhhhhhhhhhhhh:)